Aaj hum baat karne vale hai government me aayi job requirement ke bare me jo hai DRDO ke bare me to hum aisi post late rehte hai humari ek khas bat yah hai ki aapko hum sabse pehle us post ki saari detail hindi me batate hai aur uske baad job ke bare me batate hai jiski vajah se aapko pata chale ki job me aapko kya karna padega kya hai kaise hota hai ye sab jankari aapko pata honi chahiye aur hum yaha par saari jankari hindi me batate hai.

Agar aapko aisi hi job update chahiye to himare blog ko subscribe karna naa bhile aur hume support kare taki hum aapki madad kar sake to chaliye me aapko batata hu ki DRDO kya hai aur isme kis post me job vacancy nikli hai.

DRDO kya hai?


DRDO ka full form "defence research & development organization" hai jo humare desh india ke rakshadal ke liye banaya gaya hai bharat ki rakshadal ko majbut aur achha banane ke liye DRDO ko start kiya gaya hai.

Yah DRDO bharat ke teeno dal yani ki army ,navy aur air force ke liye kaam karta hai in teeno ko kis tarah se majbut kiya jaye aur isko vikasit kis tarah se kiya jaye is par DRDO kaam karta hai aur  sena ke vibhag me kaam karta hai jisme vimaniki, shastra, ladai ke liye prayog kiye jane vale vahan, electronic, instrument engineering, missile, nausena pranali aur jiv vigyan shamil hai.

DRDO apne desh ki raksha aur behtar bhavishya ke liye kaam karta hai DRDO ki sthapana 1958 me bharat ke teeno dalo ki shakti majbut karne ke liye ki gayi thi iska mukhyalay dilhi me hai isme filhal 30,000 log kaam karte hai jisme se 5000 scientist hai.

To ab hum aapko DRDO me nikli bharti yani ki job requirement ke bare me batate hai jiski madad se aap isme join ho sakte ho.
DRDO government job vacancy
DRDO job vacancy

DRDO job vacancy/government job requirements


Organizations name :- defence research & development organisation

Post name :- senior technical assistant 'B' (STA 'B')

Requirements posts :- 494 posts

Subject wise vacancy details :-

  • Agriculture :- 04 posts
  • Automobile engineering :- 06 posts
  • Botany :- 03 posts
  • Chemical engineering:- 13 posts
  • Chemistry :- 24 posts
  • Civil engineering :- 04 posts
  • Computer science :- 79 posts
  • Electrical & electronic engineering :- 16 posts
  • Electrical engineering :- 35 posts
  • Electronics & instrumentation :- 07 posts
  • Electronics or electronics & communication or electronics & telecommunication engineering :- 100 posts
  • Geology :- 03 posts
  • Instrumentation :- 05 posts
  • Library science :- 11 posts
  • Mathematics :- 08 posts
  • Mechanical engineering :- 140 posts
  • Metallurgy :- 08 posts
  • Photography :- 02 posts
  • Physics :- 16 posts
  • Psychology :- 05 posts
  • Zoology :- 05 posts

Start Date :- 4-August-2018

Last Date :- 13- September-2018

How to apply :- Online

Job location :- Across India

Qualification requirement :- Diploma/Bachelor degree

Age criteria :- 18 years to 28 years

Salary :- Rs.50,000/- per month

Application Fees :- Rs.100/- for general/OBC candidates and Rs.0/- fees for SC/ST candidates

Selection process :- CBT will be conducted in two tiers and preliminary document verification

Official notification (PDF) :- Download now

Official Website :- Click here

Apply online :- Now

Also Read :-

Last word :-

agar aapko is job ki jankari achhi lagi hai to share jarur kare aur comment karke hume jarur bataye taki hum age aisi hi job updates late rahe hum aapko yaha par hindi me sab kuch batate hai hum aapko sabse pehle job ke bare me batate hai aur uske baad job requirement ke bare me batate hai jiski vajah se aapko pareshani naa ho.